Mohabbat Ne Mujhe Mara from Pehli Jhalak Movie (Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra))

Kisine yeh kyun
Dil ki duniya banaayi
Banaake phir isame
Mohabbat basaayi
Mohabbat ne aate hi
Kya gul khilaaye
Tadapkar laga dil
Yeh dene duhaayi, kya

Mohabbat ne mujhe mara
Meri tauba meri tauba
Mohabbat ne mujhe mara
Meri tauba meri tauba
Dikhaye din ko yeh taara
Meri tauba meri tauba
Dikhaye din ko yeh taara
Meri tauba meri tauba
Meri tauba meri tauba,
Meri tauba meri tauba
Aa aa aa….
Mohabbat ne mujhe mara
Meri tauba meri tauba
Mohabbat ne mujhe mara
Meri tauba meri tauba

Aa aa aa…..
Yeh surat se toh shabnam hai
Magar sirat se chingaari haay
Kisi dushman ko bhi na ho
Jamaane mein yeh bimaari
Ho mare bemaut bechara
Meri tauba meri tauba
Mare bemaut bechara
Meri tauba meri tauba
Meri tauba meri tauba,
Meri tauba meri tauba
Aa aa aa….
Mohabbat ne mujhe mara
Meri tauba meri tauba
Mohabbat ne mujhe mara
Meri tauba meri tauba

Aa aa aa…..
Nishana jo bane isaka ka
Bada majlum woh dil hai
Isharon se kare bismil,
Yeh woh masum kaatil hai
Haan aa aa….
Yahan shitaan bhi hara
Meri tauba meri tauba
Yahan shitaan bhi hara
Meri tauba meri tauba
Meri tauba meri tauba,
Meri tauba meri tauba
Aa aa aa….
Mohabbat ne mujhe mara
Meri tauba meri tauba
Mohabbat ne mujhe mara
Meri tauba meri tauba...

Song Details
Movie
Pehli Jhalak
Artist
Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Music Directory
Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle
Lyricist
Rajendra Krishan

Other Lyrics from Pehli Jhalak

Charandas Ko Peene Ki Aadat
Chhodo Ji Chhodo Ji Kalai
Dekh Ke Mera Gora Mukhada
Humdard Jo Banta Hai Garibon Ka
Kaise Bhaye Sakhi Root Sawan Ki
Mohabbat Ne Mujhe Mara
Na Maaro Nazariya Ke Baan
Zamane Se Nirala Hai
Zameen Chal Rahi

Other popular Lyrics by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)

Chand Chup Chap Hai (Daal Me Kala)
Gore Gore Mukhde (Patanga)
O Aasmanwale Shikwa Hai Zindagi Ka (Anarkali)
Aasha Ke Jab Dip Bujhe (Insaniyat)
Ab Darr Hai Kiska (Amar Deep)
Deewana Dil Gaaye (Baap Re Baap)
Dil Ki Kahani Kehna (Sagai)
Kaise Bhaye Sakhi Root Sawan Ki (Pehli Jhalak)
Mohabbat Meri Rang Lane (Nirala)
O Gori O Chhori (Nadiya Ke Par)