Zamane Se Nirala Hai from Pehli Jhalak Movie (Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra))

Zamane se nirala hai
Meri ulfat ka afsana
Meri ulfat ka afsana
Bulati hai shama ye kyu
Nahi aata hai parwana
Nahi aata hai parwana

Ye kaisa pyar hai kaisi
Mohabbat kaisi chahat hai
Ye kaisa pyar hai kaisi
Mohabbat kaisi chahat hai
Suraahein kaisi aati hai
Suraahein kaisi aati hai
Ke cha jata hai paymana
Ke cha jata hai paymana
Zamane se nirala hai
Meri ulfat ka afsana
Meri ulfat ka afsana

Kisi din wo bhi dekhenge
Asar darde mohabbat ka
Kisi din wo bhi dekhenge
Asar darde mohabbat ka
Rahenge kab talak wo
Apne deewane se begana
Rahenge kab talak wo
Apne deewane se begana
Apne deewane se begana
Zamane se nirala hai
Meri ulfat ka afsana
Meri ulfat ka afsana

Zara dekho zara samjho
Ishare dil ki dhadkan ke
Zara dekho zara samjho
Ishare dil ki dhadkan ke
Ye armano bhar dil hai
Ye armano bhar dil hai
Suhana hai ke deewana
Suhana hai ke deewana
Zamane se nirala hai
Meri ulfat ka afsana
Meri ulfat ka afsana...

Song Details
Movie
Pehli Jhalak
Artist
Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Music Directory
Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Rajendra Krishan

Other Lyrics from Pehli Jhalak

Charandas Ko Peene Ki Aadat
Chhodo Ji Chhodo Ji Kalai
Dekh Ke Mera Gora Mukhada
Humdard Jo Banta Hai Garibon Ka
Kaise Bhaye Sakhi Root Sawan Ki
Mohabbat Ne Mujhe Mara
Na Maaro Nazariya Ke Baan
Zamane Se Nirala Hai
Zameen Chal Rahi

Other popular Lyrics by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)

Chand Chup Chap Hai (Daal Me Kala)
Gore Gore Mukhde (Patanga)
O Aasmanwale Shikwa Hai Zindagi Ka (Anarkali)
Aasha Ke Jab Dip Bujhe (Insaniyat)
Ab Darr Hai Kiska (Amar Deep)
Deewana Dil Gaaye (Baap Re Baap)
Dil Ki Kahani Kehna (Sagai)
Kaise Bhaye Sakhi Root Sawan Ki (Pehli Jhalak)
Mohabbat Meri Rang Lane (Nirala)
O Gori O Chhori (Nadiya Ke Par)