Deewana Dil Gaaye from Baap Re Baap Movie (Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra))

Deewana dil gaaye ab mujhse raha na jaye
Ye waqt pyar ka din bahar ka jake fir na aaye

Deewana dil gaaye ab mujhse raha na jaye
Ye waqt pyar ka din bahar ka jake fir na aaye

Meet jayega jhagda sara
Honge hum tum no do gyarah

Meet jayega jhagda sara
Honge hum tum no do gyarah

Yaha se bistar gol karenge hum pure barah
Yaha se bistar gol karenge hum pure barah
Maine kal ki rel ke bombay mel ke ticket katwaye

Deewana dil gaaye ab mujhse raha na jaye
Ye waqt pyar ka din bahar ka jake fir na aaye

Main romiyo ka bhesh banake
Chokidar se aankh bachake

Main romiyo ka bhesh banake
Chokidar se aankh bachake

Juliet main tujhe pukaru angan me aake
Juliet main tujhe pukaru angan me aake
Tu apne room se jhum jhum ke galary me aaye

Deewana dil gaaye ab mujhse raha na jaye
Ye waqt pyar ka din bahar ka jake fir na aaye

Tera pichha kabhi na chhodu
Pyar se hargiz muh na modu

Tera pichha kabhi na chhodu
Pyar se hargiz muh na modu

Darti hu kanun se warna sab rasme todu
Darti hu kanun se warna sab rasme todu
Hai khof jel ka khel mel ka khatam na ho jaye

Deewana dil gaaye ab mujhse raha na jaye
Ye waqt pyar ka din bahar ka jake fir na aaye

Deewana dil gaaye ab mujhse raha na jaye
Ye waqt pyar ka din bahar ka jake fir na aaye..

Song Details
Movie
Baap Re Baap
Artist
Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Music Directory
Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle
Lyricist
Jan Nisar Akhtar

Other Lyrics from Baap Re Baap

Ab Yeh Bata Jaayen
Daal Kaise Gale
Deewana Dil Gaaye
Jaane Bhi De Chhod
Kahe Dil Yeh Deewana
Main Bhi Jawan
Phool Se Gaalon Pe
Piya Piya Piya
Raat Rangeeli Chamke
Tu Na Bata Humein
Tum Na Aaye

Other popular Lyrics by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)

Chand Chup Chap Hai (Daal Me Kala)
Gore Gore Mukhde (Patanga)
O Aasmanwale Shikwa Hai Zindagi Ka (Anarkali)
Aasha Ke Jab Dip Bujhe (Insaniyat)
Ab Darr Hai Kiska (Amar Deep)
Deewana Dil Gaaye (Baap Re Baap)
Dil Ki Kahani Kehna (Sagai)
Kaise Bhaye Sakhi Root Sawan Ki (Pehli Jhalak)
Mohabbat Meri Rang Lane (Nirala)
O Gori O Chhori (Nadiya Ke Par)