Afsana Likh Rahi Hoon from Dard Movie (Naushad Ali)

Afasana likh rahi hoon
Afasana likh rahi hoon
Dil-e-beqaraar ka
Aankhon mein rag bhar ke tere intezar ka
Afasana likh rahi hoon

Jab tu nahi to kuchh bhi nahi hai bahar me
Nahi hai bahar me
Jab tu nahi to kuchh bhi nahi hai bahar me
Nahi hai bahar me
Ji chahta hai munh bhi
Ji chahta hai munh bhi na dekhoon bahar ka
Aankhon me rang bhar ke tere intezar ka
Afasana likh rahi hoon

Haansil hai yun to mujhako zamane ki daulate
Zamane ki daulate
Haansil hai yun to mujhako zamane ki daulate
Zamane ki daulate
Lekin nasib laayi
Lekin nasib laayi hoon ik sogavar ka
Aankhon mein rang bhar ke tere intezar ka
Afasana likh rahi hoon

Aaja ki ab to aankh mein aansu bhi aa gaye
Aansu bhi aa gaye
Aaja ki ab to aankh mein aansu bhi aa gaye
Aansu bhi aa gaye
Sagar chhalak utha
Sagar chhalak utha mere sabr-o-qaraar ka
Aankhon mein rang bhar ke tere intezar ka
Afasana likh rahi hoon
Dil-e-beqaraar ka
Aankhon mein rag bhar ke tere intezar ka...

Song Details
Movie
Dard
Artist
Naushad Ali
Music Directory
Naushad Ali
Music Label
Saregama
Singers
Uma Devi Khatri (Tun tun)
Lyricist
Shakeel Badayuni

Other Lyrics from Dard

Aaj Machi Hai Dhoom
Afsana Likh Rahi Hoon
Beech Bhanwar Mein
Betaab Hai Dil
Chale Dil Ki Duniya
Dil Dhadke
Hum Dard Ka Afsana
Hum The Tumhare
Yeh Afsana Nahi Jalim
Yeh Kaun Chala

Other popular Lyrics by Naushad Ali

Aayi Re Holi Aayi (Aawaz De Kahan Hai)
Bhole Bhaale Se (Aawaz De Kahan Hai)
Suhani Raat Dhal Chuki (Dulari)
Takra Gaya Tumse Dil Hee To Hai (Aan)
Aaja Meri Barbaad Muhabbat (Anmol Ghadi)
Aaya Mere Dil Mein Tu (Dastan)
Ab Kaun Hai Meraa (Anmol Ghadi)
Dil Mein Chhupake Pyar Ka (Aan)
Gham Diye Mustaqil (Shahjehan)
Hum Dard Ka Afsana (Dard)