Yeh Afsana Nahi Jalim from Dard Movie (Naushad Ali)

Yeh afsana nahi jalim mere dil ki hakikat hai
Mujhe tum se mohabbat hai
Mujhe tum se mohabbat hai
Yeh afsana nahi jalim mere dil ki hakikat hai

Lagi hai aag sine me nahi kuchh lutf jine me
Najar kuchh kahe nahi saktee,
Kahe bin rahe nahi saktee
Tumhe kayun kar main samajhau,
Mujhe tum se mohabbat hai
Yeh afsana nahi jalim mere dil ki hakikat hai

Machalti hain tamannaye kahin rusava na ho jaye
Museebat uljhane dil ki, qayamat dhadakane dil ki
Tumhe kayun kar main samajhau,
Mujhe tum se mohabbat hai
Yeh afsana nahi jalim mere dil ki hakikat hai

Na jitee hu na maratee hu, kalish mehasus karatee hu
Kahin aisa na ho jaye kalee khilate hee murjhaye
Tumhe kyun kar main samajhau,
Mujhe tum se mohabbat hai
Yeh afsana nahi jalim mere dil ki hakikat hai...

Song Details
Movie
Dard
Artist
Naushad Ali
Music Directory
Naushad Ali
Music Label
Saregama
Singers
Shamshad Begum
Lyricist
Shakeel Badayuni

Other Lyrics from Dard

Aaj Machi Hai Dhoom
Afsana Likh Rahi Hoon
Beech Bhanwar Mein
Betaab Hai Dil
Chale Dil Ki Duniya
Dil Dhadke
Hum Dard Ka Afsana
Hum The Tumhare
Yeh Afsana Nahi Jalim
Yeh Kaun Chala

Other popular Lyrics by Naushad Ali

Aayi Re Holi Aayi (Aawaz De Kahan Hai)
Bhole Bhaale Se (Aawaz De Kahan Hai)
Suhani Raat Dhal Chuki (Dulari)
Takra Gaya Tumse Dil Hee To Hai (Aan)
Aaja Meri Barbaad Muhabbat (Anmol Ghadi)
Aaya Mere Dil Mein Tu (Dastan)
Ab Kaun Hai Meraa (Anmol Ghadi)
Dil Mein Chhupake Pyar Ka (Aan)
Gham Diye Mustaqil (Shahjehan)
Hum Dard Ka Afsana (Dard)