Akhri Waqt Koi Dua Maang Le from Choron Ki Baaraat Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Aakhri waqt koi dua mang le
Aakhri waqt koi dua mang le
Mere dushmna tu apni saza mang le
Ho o saza mang le
Aakhri waqt koi dua mang le
Mere dushmna tu apni saza mang le
Ho o saza mang le

Tere inkar karne se kya fayada
Tere inkar karne se kya fayada
Dil ko tadpake marne se kya fayada
Tere inkar karne se kya fayada
Ya zahar mang le ya dava mang le
Ho o saza mang le

Na suna na kisi ne pukara tujhe
Zindagi ne diya na sahara tujhe
Na suna na kisi ne pukara tujhe
Zindagi ne diya na sahara tujhe
Gam na kar maut se aasra mang le
Ho o saza mang le

Hum wo nahi jo insaf karte nahi
Apne dushman ko par maf karte nahi
Hum wo nahi jo insaf karte nahi
Apne dushman ko par maf karte nahi
Aur kuch bhi tu iske siva mang le
Ho o saza mang le
Aakhri waqt koi dua mang le
Aakhri waqt koi dua mang le
Mere dushmna tu apni saza mang le
Ho o saza mang le..

Song Details
Movie
Choron Ki Baaraat
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Anand Bakshi

Other Lyrics from Choron Ki Baaraat

Akhri Waqt Koi Dua Maang Le
Choron Ki Baaraat
Gulshan Gulshan Basti Basti
Teri Meri Dosti Ho Gayi

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)