Teri Meri Dosti Ho Gayi from Choron Ki Baaraat Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Haye haye teri meri haye haye meri teri
Haye haye teri meri dosti ho gayi
Sari duniya se dushmani ho gayi
Ho gayi duniya se dushmani ho gayi
Sari duniya se dushmani ho gayi
Teri meri
Haye haye teri meri dosti ho gayi
Sari duniya se dushmani ho gayi
Ho gayi duniya se dushmani ho gayi

Milke jo hum tum machalte hai
Ye dekh ke log jalte hai
Milke jo hum tum machalte hai
Ye dekh ke log jalte hai
Sadko pe apne charche
Galiyo me apne kisse
Sadko pe apne charche
Galiyo me apne kisse
Arey dil ki lagi ha ha dil ki lagi
Dillagi ho gayi ho gayi ho gayi
Sari duniya se dushmani ho gayi
Ho gayi duniya se dushmani ho gayi
Sari duniya se dushmani ho gayi
Sari duniya se dushmani ho gayi
Sari duniya se dushmani ho gayi

Jab se diya hai tujhe ye dil
Jina huya hai mera mushkil
Mushkil jina huya hai mera mushkil
Jab se diya hai tujhe ye dil
Jina huya hai mera mushkil
Marne ka kise gam hai ye bat koi kam hai
Ke pyar bhari haye haye pyar bhari
Zindagi ho gayi ho gayi ho gayi
Sari duniya se dushmani ho gayi
Ho gayi duniya se dushmani ho gayi
Haye haye teri meri
Haye haye teri meri dosti ho gayi
Sari duniya se dushmani ho gayi
Ho gayi duniya se dushmani ho gayi
Sari duniya se dushmani ho gayi
Ho gayi duniya se dushmani ho gayi..

Song Details
Movie
Choron Ki Baaraat
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Saregama
Singers
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Lyricist
Anand Bakshi

Other Lyrics from Choron Ki Baaraat

Akhri Waqt Koi Dua Maang Le
Choron Ki Baaraat
Gulshan Gulshan Basti Basti
Teri Meri Dosti Ho Gayi

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)