Dekha Sahab O Sahab from Chor Sipahi Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Aji suna hai tum sabpe
Acha banne ko kahte ho
Jo jhuthe hai tum un sabse
Sacha banne ko kahte hai
Dekha sahab o sahab
Dekha saheb kahna aasan
Kahna aasan
Karna kitna mushkil hai
Mushkil hai
Jaise ho jeena padta hai
Padta hai
Marna kitna mushkil hai
Mushkil hai
Dekha saheb ho saheb
Dekha saheb kahna aasan
Kahna aasan

Is mahfil is gali me
Ham the gule jinda hai
Is mahfil is gali me
Ham the gule jinda hai
Aap magar khud aaye
Aap magar khud aaye
Rate ujad gayi bate bigad gayi
To abhi in bigdi bato ka
Bato ka bato ka
Sawarna kitna mushkil hai
Mushkil hai
Dekha saheb
O saheb kahna aasan
Kahna aasan

Ik din isi juban se
Hum bhi yahi kahte the
Hum bhi yahi kahte the
Tum bhi yahi kahte the
Hum bhi yahi kahte the
Ke sach pe marenge hum
Aahe bharenge hum
Ke aaye dono ke haske
Ye aahe bharna
Aahe bharna kitna mushkil hai
Mushkil hai
Jaise ho jeena padta hai
Padta hai
Marna kitna mushkil hai
Mushkil hai
Dekha saheb ho saheb
Dekha saheb kahna aasan
Kahna aasan..

Song Details
Movie
Chor Sipahi
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle
Lyricist
Anand Bakshi

Other Lyrics from Chor Sipahi

Chor Sipahee Mein Hoti Nahin
Dekha Sahab O Sahab
Ek Taraf Hai Yeh Zamana
Mujhse Mera Naam Na Poochho

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)