Mujhse Mera Naam Na Poochho from Chor Sipahi Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Mujhse mera naam na pucho
Kon hu mai na jane
Mai aaya hu tum logo ko
Bhula sabak sikhane
Mujhse mera naam na pucho
Kon hu mai na jane
Mai aaya hu tum logo ko
Bhula sabak sikhane
Mujhse mera naam na pucho
Mujhse mera naam na pucho
Kon hu mai na jane

Tum aise nahi manoge
Kya ho tum kya janoge
Tum aise nahi manoge
Kya ho tum kya janoge
Meri aankho se dekhoge
Tab tum pahchanoge
Tumsa bankar rup tumhara
Tum sabko dikhlane
Mai aaya hu tum logo ko
Bhula sabak sikhane
Mujhse mera naam na pucho
Mujhse mera naam na pucho
Kon hu mai na jane

Socho tum kya karte ho
Marte ho ya marte ho
Socho tum kya karte ho
Marte ho ya marte ho
Logo ko darate ho
Apne aap se darte ho
Andar dar hai bahar gussa
Chodo yar bahane
Mai aaya hu tum logo ko
Bhula sabak sikhane
Mujhse mera naam na pucho
Mujhse mera naam na pucho
Kon hu mai na jane

Tum kuch the kuch or bane
Tum sabse kamjor baje
Nam rakha tha kya pahne
Ab katil or chor bane
Nam kiya badnam khud apna
Tum kaise deewane
Mujhse mera naam na pucho
Mujhse mera naam na pucho
Kon hu mai na jane..

Song Details
Movie
Chor Sipahi
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Saregama
Singers
Kishore Kumar
Lyricist
Anand Bakshi

Other Lyrics from Chor Sipahi

Chor Sipahee Mein Hoti Nahin
Dekha Sahab O Sahab
Ek Taraf Hai Yeh Zamana
Mujhse Mera Naam Na Poochho

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)