Taaqat Hai Jiske Paas from Bepanaah Movie (Mohammed Zahur Khayyam)

Oo ho jhut ka mol hai kya
Sach ki hai kimat kitni
Dekhna chaho to bazar me
Aake dekho

Oo falsafo se kaha aati hai
Samjh me duniya zindagi kya hai
Kitabo ko hata ke dekho
Takat hai jiske pas
Takat hai jiske pas
Adalat usi ki hai
Takat hai jiske pas
Adalat usi ki hai
Dolat hai jiske pas
Arey dolat hai jiske pas
Sharafat usi ki hai
Dolat hai jiske pas
Sharafat usi ki hai

Duniya se agar daroge
To duniya satayegi
Duniya se agar daroge
To duniya satayegi
Jitna koi dabega
Ye utna dabayegi
Arey jitna koi dabega
Ye utna dabayegi
Tum sar uthaoge to
Ye sar ko jhukayegi
Sar ko utha ke jo chale
Ha sar ko utha ke jo chale
Ijat usi ki hai
Ha sar ko utha ke jo chale
Ijat usi ki hai
Takat hai jiske pas
Adalat usi ki hai

Kismat hai ek fareb fareb
Kismat hai ek fareb
Garibi hai ek gunah
Arey jis dil me hosala hai
Jis dil me hosala hai
Wahi dil hai bepanah bepanah
Bepanah bepanah bepanah
Jis dil me hosala hai
Wahi dil hai bepanah

Koi fakir hai lo yaha
Koi badsha, arey
Himat hai jiske pas
Arey wah bhai himat hai
Jiske pas hakumat usi ki hai
Himat hai jiske pas hakumat usi ki hai
Takat hai jiske pas adalat usi ki hai

Ho oo milti hai ramchandar
Ko vanwas ki saja, pita ko jo
Taklib de ye wo samaj hai

Oo ho kise kahaniya hai ahinsa ke sare bol
Gandhi ko katal karne ka ab bhi riwaj hai
Sachayi aag hai is aag me na jal
Sachayi aag hai is aag me na jal
Teda samaj hai idhi dagar na chal
Teda samaj hai idhi dagar na chal
Takdir kuch nahi takdir to badal

Kismat jo khud banaye
Ha kismat jo khud banaye
Ye kismat usi ki hai
Kismat jo khud banaye
Kismat usi ki hai
Takat hai jiske pas
Adalat usi ki hai

Dolat hai bepanah to takat hai bepanah
Dolat hai bepanah to ijat hai bepanah
Dolat hai bepanah to takat hai bepanah
Dolat hai bepanah to ijat hai bepanah
Dolat hai bepanah to shogarat hai bepanah
Himat hai bepanah takat hai bepanah
Jo badke khud utha le ha ha
Jo badke khud utha le ye dolat usi ki hai
Jo badke khud utha le ye dolat usi ki hai
Takat hai jiske pas adalat usi ki hai
Takat hai jiske pas adalat usi ki hai..

Song Details
Movie
Bepanaah
Artist
Mohammed Zahur Khayyam
Music Directory
Mohammed Zahur Khayyam
Music Label
Saregama
Singers
Kishore Kumar, Mahendra Kapoor, Suresh Wadkar
Lyricist
Muqtida Hasan Nida Fazli

Other Lyrics from Bepanaah

Duniya Hai Meri Baaho Me
Jeevan Maran Ke Ghere Me
Mujhe Ek Baat Kehni Hai
Najariya Teer Chalaye
Taaqat Hai Jiske Paas

Other popular Lyrics by Mohammed Zahur Khayyam

Aur Kuchh Der Thahar (Aakhri Khat)
Rut Jawan Jawan Raat Mehrbaan (Aakhri Khat)
So Jaa Mere Pyaare So Jaa (Foot Path)
Ab Charaghon Ka Koi (Baawri)
Bin Bulaye Hum (Ahista Ahista)
Jane Kya Dhoondti Rahti (Shola Aur Shabnam)
Kai Saal Pehle (Ahista Ahista)
Kaisa Jaadu Daala Re (Foot Path)
Mere Chanda Mere Nanhe (Aakhri Khat)
Na Jane Kya Hua (Dard: Conflict Of Emotions)