Mane Sote Diya Jagaye from Bedardi Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Ka karigo, jane ka karigo
Ka karigo, jane ka karigo
Ho, maine sote diya jagaye, jane ka karigo
Ho, maine sote diya jagaye, jane ka karigo
Kahe dipak, ho kahe dipak, ho kahe dipak
Diya bhujaye jane ka karigo
Arey, maine sote diya jagaye, jane ka karigo, ka karigo
Kahe dipak diya bhujaye jane ka karigo

Kuch der pahale chhoda tha hath, kya na kiya tha mere sath
Phir yaad aayi konsi bat, sone na dega kya sari rat
Phere liya abhi mandap me sat, phir aa gaya wo leke barat
Dil mera, dil mera, dil mera ho dil
Mera bada ghabaraye jane ka karigo
Ho, maine sote diya jagaye, jane ka karigo

Wo bas kabhi karta nahi uska to dil bharta nahi
Aa pyar kar le kahata hai wo, teyar hardam rahata hai wo
Chahe kabhi mai sone gayi, chahe mai kapde dhone gayi
Kapde dhote liya bulaye, jane ka karigo
Ho, maine sote diya jagaye, jane ka karigo

Pahle dil mera dhadka diya re sine me shola bhadka diya
Phir mera aanchal sarka diya, julfo ka gajara bikhara diya
Sab chudiyo ko khanka diya, suli pe mujhko latka diya
Mai puchhati, puchhati, puchhati, oo puchhati rah gayi
Jane ka karigo,
Ho, maine sote diya jagaye, jane ka karigo
Kahe dipak, ho kahe dipak, ho kahe dipak
Diya bhujaye jane ka karigo
Arey, maine sote diya jagaye, jane ka karigo
Kahe dipak diya bhujaye jane ka karigo
Jane ka karigo, jane ka karigo, jane ka karigo..

Song Details
Movie
Bedardi
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Tips
Singers
Alka Yagnik

Other Lyrics from Bedardi

Ek Din To Honi Thi Mohabbat
Main Tumse Pyar Karti Hoon
Mane Sote Diya Jagaye
Na Meri Zubaan Pe Tera Naam
Sun O Bedardi

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)