Na Meri Zubaan Pe Tera Naam from Bedardi Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Na meri zuba pe tera naam aaya
Na teri zuba pe mera naam aaya
Nazar ka ishara, nazar ka ishara
Nazar ka ishara, bahut kam aaya
Nazar ka ishara, bahut kam aaya

Na meri zuba pe tera naam aaya
Na teri zuba pe mera naam aaya
Nazar ka ishara, nazar ka ishara
Nazar ka ishara, bahut kam aaya
Nazar ka ishara, bahut kam aaya

Bada khubsurat bana ye bahana
Bada khubsurat bana ye bahana
Kaha kya suna kya, kisi ne na jana
Kaha kya suna kya, kisi ne na jana

Na mere hi sar pe ye iljam aaya
Na tere hi sar pe ye iljam aaya
Nazar ka ishara, nazar ka ishara
Nazar ka ishara, bahut kam aaya
Nazar ka ishara, bahut kam aaya

Khule raj sare magar chupke chupke
Khule raj sare magar chupke chupke
Mili dil ko dil ki khabar chupke chupke
Na teri taraf se ye pegam aaya
Na meri taraf se ye pegam aaya

Nazar ka ishara, nazar ka ishara
Nazar ka ishara, bahut kam aaya
Nazar ka ishara, bahut kam aaya
Na meri zuba pe tera naam aaya
Na teri zuba pe mera naam aaya
Na meri zuba pe tera naam aaya
Na teri zuba pe mera naam aaya..

Song Details
Movie
Bedardi
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Tips
Singers
Alka Yagnik, Kumar Sanu

Other Lyrics from Bedardi

Ek Din To Honi Thi Mohabbat
Main Tumse Pyar Karti Hoon
Mane Sote Diya Jagaye
Na Meri Zubaan Pe Tera Naam
Sun O Bedardi

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)