Jhoomti Jawani Hai Rut Mastani Hai from Bandish Movie (Hemanta Kumar Mukhopadhyay)

Jhumti jawani hai rut mastani
Ye manva kahe pukaar ke
Aa lute maje bahar ke

Jhumti jawani hai rut mastani
Ye manva kahe pukaar ke
Aa lute maje bahar ke

Preeti papiha jo bhole hai man me
Ho o ho o o o
Preeti papiha jo bhole hai man me
Sun sun ke aag kaisi lagi aag man me
Hai kya maja is mitti jalan me
Dekho kisi pe dil haar ke
Aao mitti lahare bahar ki
Jhumti jawani hai rut mastani
Ye manva kahe pukaar ke
Aa lute maje bahar ke

Sawan ke din kali kali ghataye
Sawan ke din kali kali ghataye
Man me umango ke mele lagaye
Thandi hawaye bhi dil ko jalaye
Kaise rahenge man maar ke

Aao mitti lahare bahar ki
Jhumti jawani hai rut mastani
Ye manva kahe pukaar ke
Aa lute maje bahar ke
Jhumti jawani hai rut mastani
Ye manva kahe pukaar ke
Aa lute maje bahar ke..

Song Details
Movie
Bandish
Artist
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Directory
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari)

Other Lyrics from Bandish

Abhi Toh Rat Baki Hai
Haiyaa Re Haiyaa
Jhoomti Jawani Hai Rut Mastani Hai
Le Lo Ji Hamare Gubbare
Mohe Apna Bana Lo Sajan
Raat Hai Suhani
Tumahari Yaad Me

Other popular Lyrics by Hemanta Kumar Mukhopadhyay

De Di Hamein Aazaad (Jagriti)
Rehne Ko Ghar Do (Biwi Aur Makan)
Jab Dosti Hoti Hai (Biwi Aur Makan)
Na Ro Ae Ronewale (Ferry)
Rangeeli Rangeeli (Ferry)
Tan Dole Mera Man Dole (Nagin)
Zara Nazron Se Keh Do (Bees Saal Baad)
Aise Daaton Mein Ungli (Biwi Aur Makan)
Aa Re Bhanvare Aa (Anand Math)
Aao Bachchon Tumhen Dikhaayen (Jagriti)