Nigahen Kyon Bhatakti Hai from Baharon Ki Manzil Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Nigahe kyu bhatakti hai
Kadam kyu dagmgate hai
Nigahe kyu bhatakti hai
Kadam kyu dagmgate hai
Humi tak hai har ek manjil
Chle aao chle aao
Chle aao chle aao
Nigahe kyu bhatakti hai

Tumhe har mod par ek yaad
Aayi na dikhayegi
Khayalo me hamari hi koi
Tasvir payegi
Bhulana hai bahut mushkil
Chle aao chle aao
Chle aao chle aao
Nigahe kyu bhatakti hai

Ye kaisa dard hai
Aankho me kaisi sogwari hai
Junu ho jayega ek din
Yahi jo bekarari hai
Ha ye chahat hai badi katil
Chle aao chle aao
Chle aao chle aao
Nigahe kyu bhatakti hai
Kadam kyu dagmgate hai
Humi tak hai har ek manjil
Chle aao chle aao
Chle aao chle aao
Nigahe kyu bhatakti hai..

Song Details
Movie
Baharon Ki Manzil
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Majrooh Sultanpuri

Other Lyrics from Baharon Ki Manzil

Aaja Re Piya
Janam Din Aaya
Nigahen Kyon Bhatakti Hai
Yeh Daman Ab Na Chhutega

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)