Yeh Daman Ab Na Chhutega from Baharon Ki Manzil Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Ye daman ab na chhutega kabhi
Chahe khafa tum ho
Ye daman ab na chhutega kabhi
Chahe khafa tum ho
Kaha jau ke meri zindagi ka
Aasra tum ho
Ye daman ab na chhutega

Usi ne dukh diya jisko
Pukara, meri aaho ne
Unhi se zkham paye
Jinko dekha in nigaho ne
Masiha mere ab in sare
Zkhamo ki dava tum ho
Kaha jau ke meri zindagi ka
Aasra tum ho
Ye daman ab na chhutega

Mai sar se pav tak
Apne hi ashqo me nahayi hu
Larjte kanpte dil se
Tumhare pas aayi hu
Chhupa lo apni baho me
Mere gam aasna tum ho
Kaha jau ke meri zindagi ka
Aasra tum ho
Ye daman ab na chhutega kabhi
Chahe khafa tum ho
Kaha jau ke meri zindagi ka
Aasra tum ho
Ye daman ab na chhutega..

Song Details
Movie
Baharon Ki Manzil
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Majrooh Sultanpuri

Other Lyrics from Baharon Ki Manzil

Aaja Re Piya
Janam Din Aaya
Nigahen Kyon Bhatakti Hai
Yeh Daman Ab Na Chhutega

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)