Neele Ambar Ke Do from Asha Jyoti Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Neele ambar ke do naina
Kise chahe kise na
Neele ambar ke do naina
Do naina kise chahe kise na

Ek din hai to ek raina
Kise chahe kise na
Neele ambar ke do naina
Kise chahe kise na

Mandir me do murat ho to
Koi pujari phul chadaye
Ek man me do surat ho to
Koi kaise preet nibhaye
Ek sach hai to ek sapna
Kise chahe kise na
Neele ambar ke do naina
Do naina kise chahe kise na

Ek per rimgim barkha barse
Duje per bijali lahraye
Ek bagiya me
Barkha bijali
Dono hai ek sang samaye
Dono mane use apna
Kise chahe kise na
Neele ambar ke do naina
Do naina kise chahe kise na

Kabhi kabhi kismat anjane
Aise do rahe per laye
Pyar jaha ban jaye uljan
Pagal man kuch samjh na paye
Chale man per koi bas naam
Kise chahe kise na
Neele ambar ke do naina
Do naina kise chahe kise na

Ek din hai to ek raina
Kise chahe kise na
Neele ambar ke do naina
Do naina kise chahe kise na..

Song Details
Movie
Asha Jyoti
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Saregama
Singers
Kishore Kumar
Lyricist
Anjaan

Other Lyrics from Asha Jyoti

Aaye Milan Ki Woh Pehli Raat
Mehboob Se Mehbooba Mil Gayi
Neele Ambar Ke Do
Teri Payal Ki Jhankar
Yaar Mera Chikna

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)