Mehboob Se Mehbooba Mil Gayi from Asha Jyoti Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

O mehbub se mehbuba mil gayi
Ae mehbub se mehbuba mil gayi
Bahke kadam dil me jagi halchal kya nayi
Jiska dar tha vahi baat ho gayi
Ha vahi vahi baat ho gayi

Mehbub se mehbuba mil gayi
Bahke kadam dil me jagi halchal kya nayi
Jiska dar tha vahi baat ho gayi
Ha vahi ha vahi baat ho gayi
Ha vahi ha vahi baat ho gayi

Sath milke jab hum jo chalne lage
Kaise kaise mausam badalne lage
Seene me lagi aag jalne lagi
Mai to samaa dil ki pigalne lagi
Julf yu udi ghata chha gayi
Pyase man pe barsat ho gayi

Jiska dar tha vahi baat ho gayi
O mehbub se mehbuba mil gayi
Bahke kadam dil me jagi halchal kya nayi
Jiska dar tha vahi baat ho gayi
Ha vahi ha vahi baat ho gayi

Basuri hawa bajane lagi
Koi ansuni dhun sunane lagi
Sanso me jagi jankar kya
Jane kaisi madhosi chhane lagi
Kya hua kya pata kya hua
Pyasi lagan sahil se mil gayi
Bahke kadam dil me jagi halchal kya nayi
Aaj khul ke mulakat ho gayi
Jiska dar tha vahi baat ho gayi
Ha vahi ha vahi baat ho gayi

Pyar me do ghul aise mile
Aise mile sab se juda ho gaye
Khawabo me tere kahi kho gayi
Aankhe jagi jagi thi mai kho gayi
Vakt ko jaise par lag gaye
Kab dhala din kab raat ho gayi
Jiska dar tha vahi baat ho gayi
Ha vahi ha vahi baat ho gayi

O mahbub se mahbuba mil gayi
Bahke kadam dil me jagi halchal kya nayi
Jiska dar tha vahi baat ho gayi
Ha vahi ha vahi baat ho gayi
Jiska dar tha vahi baat ho gayi
Ha vahi ha vahi baat ho gayi..

Song Details
Movie
Asha Jyoti
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Lyricist
Anjaan

Other Lyrics from Asha Jyoti

Aaye Milan Ki Woh Pehli Raat
Mehboob Se Mehbooba Mil Gayi
Neele Ambar Ke Do
Teri Payal Ki Jhankar
Yaar Mera Chikna

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)