Yaa Dil Kee Suno Dooniyawalo from Anupama Movie (Hemanta Kumar Mukhopadhyay)

Yaa dil kee suno dooniyawalo, yaa muz ko abhi chup rehne do
Mai gham ko khushi kaise keh du, jo kehte hain unako kehne do
Yaa dil kee suno dooniyawalo, yaa muz ko abhi chup rehne do
Mai gham ko khushi kaise keh du, jo kehte hain unako kehne do
Yaa dil kee suno dooniyawalo

Yeh phul chaman me kaisa khila
Yeh phul chaman me kaisa khila, mali ki najar me pyar nahee
Hasate huye kya kya dekh liya, abb behte hain aansu behne do
Yaa dil kee suno dooniyawalo

Ek khwab khushi kaa dekha nahee
Ek khwab khushi kaa dekha nahee, dekha jo kabhee toh bhul gaye
Manga huwa tum kuchh de naa sake, jo tumne diya woh sehne do
Yaa dil kee suno dooniyawalo

Kya dard kisi kaa lega koyi
Kya dard kisi kaa lega koyi, itna toh kisi me dard nahee
Behte huye aansu aur bahen, abb aisi tasalli rehne do
Yaa dil kee suno dooniyawalo, yaa muz ko abhi chup rehne do
Mai gham ko khushi kaise keh du, jo kehte hain unako kehne do
Yaa dil kee suno dooniyawalo..

Song Details
Movie
Anupama
Artist
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Directory
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Label
Saregama
Singers
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Lyricist
Kaifi Azmi

Other Lyrics from Anupama

Bheegi Bheegi Faza
Dheere Dheere Machal Aye
Kuchh Dil Ne Kaha Kuchh Bhi Nahi
Kyo Mujhe Itni Khushi
Yaa Dil Kee Suno Dooniyawalo

Other popular Lyrics by Hemanta Kumar Mukhopadhyay

De Di Hamein Aazaad (Jagriti)
Rehne Ko Ghar Do (Biwi Aur Makan)
Jab Dosti Hoti Hai (Biwi Aur Makan)
Na Ro Ae Ronewale (Ferry)
Rangeeli Rangeeli (Ferry)
Tan Dole Mera Man Dole (Nagin)
Zara Nazron Se Keh Do (Bees Saal Baad)
Aise Daaton Mein Ungli (Biwi Aur Makan)
Aa Re Bhanvare Aa (Anand Math)
Aao Bachchon Tumhen Dikhaayen (Jagriti)