Kyo Mujhe Itni Khushi from Anupama Movie (Hemanta Kumar Mukhopadhyay)

Kyon mujhe itni kushi de dee, ki ghabaraata hai dil
Kyon mujhe itni kushi de dee, ki ghabaraata hai dil
Kahi machal na jaau, kahi phisal na jaau
Machal na jaau, phisal na jaau
Kyon mujhe itni kushi de dee, ki ghabaraata hai dil

Ek main hoon aur bahaarein beshumaar
Ho na jaaye aaj aanchal taar-taar
Ek main hoon aur bahaarein beshumaar
Ho na jaaye aaj aanchal taar-taar
Dhak se ho jaata hai mera ji jo itaraata hai dil
Kyon mujhe itni kushi de dee, ki ghabaraata hai dil

Khil gayi hu apni soorat dekhkar
Lag na jaaye mujhko meri hi nazar
Khil gayi hu apni soorat dekhkar
Lag na jaaye mujhko meri hi nazar
Ye vo rut hai jismein apne par khud aa jaata hai dil
Kyon mujhe itni kushi de dee, ki ghabaraata hai dil

Zindagi betaab hai mere liye
Pyaar rangeen khwaab hai mere liye
Zindagi betaab hai mere liye
Pyaar rangeen khwaab hai mere liye
Sab bahak jaate hain jaane kyo, jo bahakaata hai dil
Kyon mujhe itni khushi de dee, ki ghabaraata hai dil
Kyon mujhe itni khushi de dee, ki ghabaraata hai dil..

Song Details
Movie
Anupama
Artist
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Directory
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle
Lyricist
Kaifi Azmi

Other Lyrics from Anupama

Bheegi Bheegi Faza
Dheere Dheere Machal Aye
Kuchh Dil Ne Kaha Kuchh Bhi Nahi
Kyo Mujhe Itni Khushi
Yaa Dil Kee Suno Dooniyawalo

Other popular Lyrics by Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Rehne Ko Ghar Do (Biwi Aur Makan)
De Di Hamein Aazaad (Jagriti)
Zara Nazron Se Keh Do (Bees Saal Baad)
Jab Dosti Hoti Hai (Biwi Aur Makan)
Rangeeli Rangeeli (Ferry)
Na Ro Ae Ronewale (Ferry)
Tan Dole Mera Man Dole (Nagin)
Kaise Rokenge Aise Toofan Ko (Anand Math)
Aa Re Bhanvare Aa (Anand Math)
Kuchh Dil Ne Kaha Kuchh Bhi Nahi (Anupama)