Ek Tahzeebon Ka Sangam Hai from Angaaray Movie (Anu Malik)

Ek tahzeebon ka sangam hai
Jise duniya bharat kehti hai
Ek tahzeebon ka sangam hai
Jise duniya bharat kehti hai
Tulsi ke do hoke sang
Tulsi ke do hoke sang
Galib ki gajal bhi rehti hai
Ye bharat hai
Mera bharat hai

Bharat ka badan koi kaat sake
Aisi koi shamsheer nahi
Bharat ka badan koi kaat sake
Aisi koi shamsheer nahi
Khoon itna diya shaheedo ne
Ganga mein jitna neer nahi
Saari komo ka haq ispar
Saari komo ka haq ispar
Kisi ek ki ye jagir nahi
Ye bharat hai
Mera bharat hai
Mera bharat hai

Guruo ne hame jo gyaan diya
Us gyaan ko kaise bantoge
Wedo ko kaise bantoge
Kuran ko kaise bantoge
Har majhab ki ye dharti maa
Har majhab ki ye dharti maa
Tum maa ko kaise bantoge
Ye bharat hai
Mera bharat hai
Tera bharat hai
Ek tahzeebon ka sangam hai
Jise duniya bharat kehti hai
Ek tahzeebon ka sangam hai
Ho jise duniya bharat kehti hai
Tulsi ke do hoke sang
Tulsi ke do hoke sang
Galib ki gajal bhi rehti hai
Ye bharat hai
Mera bharat hai
Mera bharat hai
Ye bharat hai
Mera bharat hai
Mera bharat hai..

Song Details
Movie
Angaaray
Artist
Anu Malik
Music Directory
Anu Malik
Music Label
Saregama
Singers
Kavita Krishnamurthy

Other Lyrics from Angaaray

Ek Tahzeebon Ka Sangam Hai
Kisi Ke Muskurahat Ke Sitare
Mujhe Zindagi Ne Mara
Pyar Kahte Hai Jise
Tauba Tauba Karoge

Other popular Lyrics by Anu Malik

Time Bomb (Aasmaan)
Ab Tumhare Hawale Watan Sathiyo (Ab Tumhare Hawale Watan)
Har Ek Muskurahat (Ankhon Mein Tum Ho)
Mann Tera Mera Mann (Aaghaaz)
Dil Ko Pathar (Aaghaaz)
Deewani Deewani (Aakhri Baazi)
Ye Kaali Kaali Aankhein (Baazigar)
Hindustan Hindustan (Border)
Is Mitti Ka Karz Tha Mujhpe (China Gate)
Goli (Shootout At Wadala)