Jisko bhi mara maut ne hi mara
Jisko bhi mara maut ne hi mara
Mujhe maut ne nahi
Mujhe maut ne nahi
Mujhe jindagi ne mara
Zindagi ne mara
Zisko bhi mara maut ne hi mara
Jisko bhi mara maut ne hi mara
Mujhe maut ne nahi
Mujhe maut ne nahi
Mujhe zindagi ne mara ho mara
Maut ka mara to duniya se gujar jayega
Zindagi ne jise mara wo kidar jayega
Maut ka mara to duniya se gujar jayega
Zindagi ne jise mara wo kidar jayega
Sakh se tut gaya wo patta tut gaya
Jis taraf aandhi ka rukh hoga jayega
Sikva fiza se na gulistan se
Kehna hi padta phir bhi juban
Ho jisko bhi mara maut ne hi mara
Ho jisko bhi mara maut ne hi mara
Mujhe maut ne nahi
Ha maut ne nahi
Ha ha maut ne nahi
Mujhe zindagi ne mara ho mara
To chale rang hi badal dhale
Aish ke kisliye khalal dhale
Sojh ka saaj banaya jaye
Ek naya raag sunaye jaye
Pyas aankho ki bhujaye jaye
Meharbano ko dua di jaye
Chahene walo ki duniya
Yun hi aabad rahe
Aarzoo bas itni hai
Bas ye baat meri yaad rahe
Jisko bhi mara maut ne hi mara
Jisko bhi mara maut ne hi mara
Mujhe maut ne nahi
Mujhe zindagi ne mara ho mara..
Ek Tahzeebon Ka Sangam Hai |
Kisi Ke Muskurahat Ke Sitare |
Mujhe Zindagi Ne Mara |
Pyar Kahte Hai Jise |
Tauba Tauba Karoge |