O Ghata Sanwari from Abhinetri Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

O ghata sawari, thodi thodi bawari, ho gayi hai barasat kya
Har sans hai baheki hui, ab ke baras hai ye bat kya
Har bat hai baheki hui, ab ke baras hai ye bat kya
O ghata sawari, thodi thodi bawari, ho gayi hai barasat kya
Har sans hai baheki hui, ab ke baras hai ye bat kya
Har bat hai baheki hui, ab ke baras hai ye bat kya

Pake akeli muze, mera anchal mere sath ulajhe
Chhule achanak koi, lat me aise mera hath ulaze
Kyu re badal tune chhua mera hath kya
O ghata sawari, thodi thodi bawari, ho gayi hai barasat kya
Har sans hai baheki hui, ab ke baras hai ye bat kya
Har bat hai baheki hui, ab ke baras hai ye bat kya

Aawaj thi kal yahi, fir bhi aise lahekati na dekhi
Pag me thi payal magar, fir bhi aise chhanakati na dekhi
Chanchal ho gaye ghungaru mere ratorat kya
O ghata sawari, thodi thodi bawari, ho gayi hai barasat kya
Har sans hai baheki hui, ab ke baras hai ye bat kya
Har bat hai baheki hui, ab ke baras hai ye bat kya

Masti se bozal pawan jaise saya koi man pe dole
Barakha ki har bund par, tharathari si mere tan pe dole
Pagal mausam ja tu, laga mere sath kya
O ghata sawari, thodi thodi bawari, ho gayi hai barasat kya
Har sans hai baheki hui, ab ke baras hai ye bat kya
Har bat hai baheki hui, ab ke baras hai ye bat kya..

Song Details
Movie
Abhinetri
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Majrooh Sultanpuri

Other Lyrics from Abhinetri

Bane Bade Raja
Dhadkan Har Dil Ki
Khinche Humse Sanware
Milte Hi Rahenge Hum
O Ghata Sanwari
Sa Re Ga Ma Pa
Sajna O Sajna

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)