Sajna O Sajna from Abhinetri Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Sajna o sajna, sajna o sajna
Sajna more sajna o sun kya kahe kangana
Lakh din tere meri to yahi ek sham o sajna
Sajna o sajna
Sajna more sajna o sun kya kahe kangana
Lakh din tere meri to yahi ek sham
O sajna

Ye sham ye tanhayi, kaise de du kisiko
Ye sham ye tanhayi, kitne dino ke bad ayi
Tu hai sajan anchal hai mera aaj to ek ek pal hai mera
O sajna kuch samjhe’
Sajna more sajna, o sun kya kahe kangana
Lakh din tere meri to yahi ek sham
O sanja

Najdik lau tujhko apne dil se bhi jyada
Najdik lau tujhko, sanso se mehekau tujhko
Kehde sitare fere najar, chandaniya kyu dekhe idhar
O sajna aji sunte ho
Sajna more sajna o sun kya kahe kangana
Lakh din tere meri to yahi ek sham
O sanja

Palke na khulne dungi inme, tujho chupa ke
Palke na khulne dungi ye rat na dalne dungi
Pyar hamara so na sake or sawera ho na sake
Sajna o sajna
Sajna more sajna o sun kya kahe kangana
Lakh din tere meri to to yahi ek sham o sajna..

Song Details
Movie
Abhinetri
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Majrooh Sultanpuri

Other Lyrics from Abhinetri

Bane Bade Raja
Dhadkan Har Dil Ki
Khinche Humse Sanware
Milte Hi Rahenge Hum
O Ghata Sanwari
Sa Re Ga Ma Pa
Sajna O Sajna

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)