Tum Kaun Ho Batao from Aasra Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Tum kon ho batao tumhara naam hai kya
Naam hai kya
Tum kon ho batao tumhara naam hai kya
Naam hai kya
Ek ajanabi najar ka yaha kaam hai kya
Kaam hai kya, tum kon ho

Tum kon ho ek achha ek hi raasta’

Is raste ka naam hai sapano ki rahgujar
Is raste ka naam hai sapano ki rahgujar
Jo ho paraye yaar apno ki rah gujar
Jiss raah se gujare vo aam hai kya
Tum kon ho batao tumhara naam hai kya
Naam hai kya, tum kon ho

Hum vo nahi jo maan le yuhi kisi ki baat
Hum vo nahi jo maan le yuhi kisi ki baat
Hum vo nahi jo chal pade bechainiyo ke sath
Is baat ka pata hai tumhe anjaam hai kya
Anjaam hai kya
Tum kon ho batao tumhara naam hai kya
Naam hai kya, tum kon ho

Vaise to hum bhi aaj kal rahate hai bekarar
Vaise to hum bhi aaj kal rahate hai bekarar
Tum kahi ye na sochana kar lenge tumse pyar
Iss pyaar se jara ye koi badnaam hai kya
Tum kon ho batao tumhara naam hai kya
Naam hai kya
Ek ajanabi najar ka yaha kaam hai kya
Kaam hai kya, tum kon ho..

Song Details
Movie
Aasra
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Anand Bakshi

Other Lyrics from Aasra

Aasra Hai Tu
Dayyaa Re Dayyaa
Nind Kabhi
Shokhiyan Nazar
Soya Jamana
Tum Kaun Ho Batao

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)