Shokhiyan Nazar from Aasra Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Shokhiya najar me hai
mastiya hai chal me
Jab se hai mere khyal me
koi baat koi yaad koi naam

Shokhiya najar me hai
mastiya hai chal me
Jab se mere khyaal me koi yaad koi naam
Shokhiya najar me hai

Tanhaayi me jaane kab kahi fir mulakat ho
Ae mere dil diwane kis taraah roj baat ho
Ho o aati hai aisi saal me ek subaah ek raat ek sham

Shokhiya najar me hai, mastiya hai chal me
Jab se mere khyaal me koi yaad koi naam
Shokhiya najar me hai

Pyaar se mai darta hu sochta hu chura lu najar
Jisko yaar mai dekhta hu
Us se dhaman chura lu magar
Hoga ye dil har haal me
Majbur bechain badnaam
Shokhiya najar me hai
mastiya hai chal me
Jab se mere khyaal me koi yaad koi naam
Shokhiya najar me hai koi naam..

Song Details
Movie
Aasra
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Saregama
Singers
Mohammed Rafi
Lyricist
Anand Bakshi

Other Lyrics from Aasra

Aasra Hai Tu
Dayyaa Re Dayyaa
Nind Kabhi
Shokhiyan Nazar
Soya Jamana
Tum Kaun Ho Batao

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)