Ik Tha Bachpan from Aashirwad Movie (Vasant Desai)

Ik tha bachpan
Ik tha bachpan
Ik tha bachpan
Ik tha bachpan
Chhota sa nanha sa bachpan, ik tha bachpan
Bachpan ke ik babuji the, achchhe sachche babuji the
Dono ka sundar tha bandhan, ik tha bachpan

Tehani par chadhake jab phul bulate the
Hath usake woh tehani tak na jate the
Bachpan ke nanhe do hath uthakar woh phulo se hath milate the
Ik tha bachpan
Ik tha bachpan

Chalte chalte, chalte chalte jane kab in raho me
Babuji bas gaye bachpan ki baho me
Mutthi me band hain woh sukhe phul bhi
Khushabu hai jine ki chaho me
Ik tha bachpan
Ik tha bachpan

Hontho par unaki awaz bhi hai
Mere hontho par unaki awaz bhi hai
Sanso me saunpa vishwas bhi hai
Jane kis mod pe kab mil jayenge woh
Puchhenge bachpan ka ehaas bhi hai
Ik tha bachpan
Ik tha bachpan
Chhota sa nanha sa bachpan, ik tha bachpan..

Song Details
Movie
Aashirwad
Artist
Vasant Desai
Music Directory
Vasant Desai
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Gulzar (Sampooran Singh Kalra)

Other Lyrics from Aashirwad

Aao Bachchon Khel Dikhaaye
Ik Tha Bachpan
Jeewan Se Lambe Hain Bandhu
Jhingaapur Taakur Takur
Kano Ki Ek Nagari Dekhi
Naav Chali Naani Ki Naav Chali
Saaf Karo Insaf Karo

Other popular Lyrics by Vasant Desai

Aao Bachchon Khel Dikhaaye (Aashirwad)
Bikhar Gaye Bachpan Ke Sapne (Goonj Uthi Shehnai)
Naav Chali Naani Ki Naav Chali (Aashirwad)
Chandrama Ja Unse Keh De (Bharat Milap)
Ik Tha Bachpan (Aashirwad)
Jo Dil Peh Gujarati Hai (Dahej)
Muqaddar Ke Hathon (Sheesh Mahal)
Aadmi Wo Hai Musibat Se (Sheesh Mahal)
Bade Bhole Ho Hanste Ho (Ardhangini)
Husnwalon Ki Galiyon Mein (Sheesh Mahal)