Naav chali
Naani ki naav chali
Ninaa ke naani ki naav chali
Lambe safar pe
Saamaan ghar se nikaale gaye
Naani ke ghar se nikaale gaye
Idhar se udhar se se nikaale gaye
Aur naani ki naav me daale gaye
Kyaa kyaa daale gaye
Ek chhadi ek ghadi
Ek jaadu ek ladoo
Ek sanduk ek banduk
Ek talwaar ek salwaar
E ghode ki jin
Ek dholak ek bin
Ek jiwar kaa jaal
Ek lahsun ek aalu
Ek totaa ek bhaalu
Ek dora ek dori
Ek bora ek bori
Ek jhadaa ek hadaa
Ek andaa ek dadaa
Ek kelaa ek aam ek pakkaa ek kachchaa
Aur
Tokari me ek billi kaa bachchaa
Myaaun myaaun
Phir ek magar ne pichhaa kiyaa
Naani ki naav kaa pichhaa kiyaa
Ninaa ke naani ki naav kaa pichhaa kiyaa
Phir kyaa huaa ?
Chupake se pichhe se
Upar se niche se
Ek ek saamaan khich liyaa
Ek billi kaa bachchaa
Ek kelaa ek aam ek pakkaa ek kachchaa
Ek andaa ek dadaa
Ek jhadaa ek hadaa
Ek bora ek bori
Ek dora ek dori
Ek totaa ek bhaalu
Ek lahsun ek aalu
Ek ghode ki naal
Ek jiwar kaa jaal
Ek ghode ki naal
Ek dholak ek bin
Ek talwaar ek salwaar
Ek sanduk ek banduk
Ek jaadu ek ladoo
Ek chhadi ek ghadi
Magar naani kyaa kar rahi thi
Naani thi bichaari buddhi bahari
Naani ki nid thi itani gahari
Itani gahari kitti gahari
Natakhat thahari
Din dopahari
Raat ki raani
Thadaa paani
Garam masaalaa
Pet me daalaa
Saade solaa
Pandara ke pandara
Sona jun
Pya ke tale
Chobe saal
Pana pachattar chhakke nabbe
Sati fisalan aathi fisalan
Nabar patisa
Gale me rassaa aa aa..
Aao Bachchon Khel Dikhaaye |
Ik Tha Bachpan |
Jeewan Se Lambe Hain Bandhu |
Jhingaapur Taakur Takur |
Kano Ki Ek Nagari Dekhi |
Naav Chali Naani Ki Naav Chali |
Saaf Karo Insaf Karo |