Bhare Bazaar Mein from Aas Paas Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Bhare bazar me ham kyun
Bhare bazar me ham kyun
Ye dil ki bat le jaye
Bhare bazar me ham kyun ye dil ki bat le jaye
Yehi achchha hai apana gam ham apane sath le jaye
Bhare bazar me ho o o………..

Jamane ne nasibo ke hawale kar diya hamko
Jamane ne
Jamane ne nasibon ke hawale kar diya hamko
Jaha chahe jidhar chahe pakadkar hath le jaye
Jaha chahe jidhar chahe pakadkar hath le jaye
Bhare bazar me ho o o………..

Meharbano kabhi tumne liya tha karz jo hamse
Meharbano
Meharbano kabhi tumne liya tha karz jo hamse
Wohi de do samajhkar ham usse khairat le jaye
Wohi de do samajhkar ham usse khairat le jaye
Bhare bazar me ho o o………..

Kaha aankhe kaha badal magar dil me ye aati hain
Kaha aankhe
Kaha aankhe kaha badal magar dil me ye aati hain
Bahut roye chupakar ghar me ye barsat le jaye
Bahut roye chupakar ghar me ye barsat le jaye
Yehi achchha hai apana gam ham apane sath le jaye
Bhare bazar me ham kyun ye dil ki bat le jaye..

Song Details
Movie
Aas Paas
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Shemaroo
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Anand Bakshi

Other Lyrics from Aas Paas

Bhare Bazaar Mein
Dariya Mein Phenk Do Chabi
Ham Ko Bhi Gham Ne Mara
Main Phool Bechti Hoon
Shaher Mein Charcha Hai
Tu Kahin Aas Paas Hai Dost

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)