Ham Ko Bhi Gham Ne Mara from Aas Paas Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Hamko bhi gam ne mara, tumko bhi gam ne mara
Ham sabko gam ne mara, iss gam ko maar daalo ho ho….
Hamko bhi gam ne mara, tumko bhi gam ne mara
Ham sabko gam ne mara, iss gam ko maar daalo ho ho….
Aa o o o ho………….
Hamko bhi gam ne mara, tumko bhi gam ne mara
Ham sabko gam ne mara, iss gam ko maar daalo
Iss gam ko maar daalo

Ye gam kabhi khushi ka arman banke aaya
Hanste huye ye dil me mehman banke aaya
Ye gam kabhi khushi ka arman banke aaya
Hanste huye ye dil me mehman banke aaya
Ghar se isse nikalo, is gam ko maar daalo
Hamko bhi gam ne mara, tumko bhi gam ne mara
Ham sabko gam ne mara, iss gam ko maar daalo
Iss gam ko maar daalo

Din ko tadapte hain woh rato ko jagte hain
Nadan hain bade woh jo gam se bhagte hain
Din ko tadapte hain woh rato ko jagte hain
Nadan hain bade woh jo gam se bhagte hain
Hanskar gale lagalo, iss gam ko maar daalo
Hamko bhi gam ne mara, tumko bhi gam ne mara
Ham sabko gam ne mara, iss gam ko maar daalo
Iss gam ko maar daalo

Har aarju hai chhoti ye jindagi badi hai
Woh samne najar ke dekho khushi khadi hai
Har aarju hai chhoti ye jindagi badi hai
Woh samne najar ke dekho khushi khadi hai
Aawaz do bulalo, iss gam ko maar daalo
Hamko bhi gam ne mara, tumko bhi gam ne mara
Ham sabko gam ne mara, iss gam ko maar daalo ho ho……..
Hamko bhi gam ne, tumko bhi gam ne
Ham sabko gam ne, iss gam ko maar daalo..

Song Details
Movie
Aas Paas
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Shemaroo
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Anand Bakshi

Other Lyrics from Aas Paas

Bhare Bazaar Mein
Dariya Mein Phenk Do Chabi
Ham Ko Bhi Gham Ne Mara
Main Phool Bechti Hoon
Shaher Mein Charcha Hai
Tu Kahin Aas Paas Hai Dost

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)