SMS Messages14343 messages

Khusnasib hote hai badal, Jo dur rahkar bhi zamin par baraste hai... Aur ek badnasib hum hai, Jo ek hi duniya me rahkar bhi milne ko taraste hai.
Hamare Ansoo Poch Kar Wo Muskurate Hai Esi Ada Se Wo Dil Ko Churate Hai Hath Unka Chu Jaye Hmare Chehre KoIsi Umeed Main Hum Khud Ko Rulate Hai.
Kitna Bebas He Insan Kismat K Aage Har Sapna Tut JataHe Haqikat K Aage Jisne Kabi Zukna Na Sikha Duniya Me Wo Bhi Zuk JataHe Chahat K Aage.
Jhuth Se Sach Ko Pakad Sko To Paas Aao Hamare Sawalo Ka Jawab De Sako To Paas Aao Paoge Gum Pyar Ki Raah MeIs Raah Se Guzar Sako To Paas Aao
Sirf Chahne Se Kuch Hota Nahi Hasil Qyamat to Andaz-e-Bayan Me Hoti Hai Ishq Me Jab Waar Krti Hai Ankhein Tab Talwarein Bhi Aksar Mayan Me Hoti
Deep Yado K JlanaTo Khabr Kr Dena Ashq PalkoPe SzanaTo Khabr Kr Dena 1MuddatSe Trsi h Ankhe Meri Kbi Khwab Me Ana To Khabr Kr Dena
Tere Ansu Apne Ankho Mai Chupa Lu Tere Dard Mai Apna Bana Lu Ek Baar Kah Do Mujhe Haq Hai Tum Par Esh Duniya Se Lad KarTumhe Apna Bana Lu..
har mod par suruaat ho sakti h.dur rehkr b baat ho sakti h.maana ki ham aapse dur hai bhut.par aakh band kar lo to mulaakaat bhi ho sakti h.
Raat chirago se saja rakhi hai, Shart aaj apne app se laga rkhi hai... aayenge wohh aj hume pura yakin h, isilye aj kayamat se bhi thodi mohlat mang rkhi hai
Har Ghadi Tumara Hi Intzar Krta Hu Kabi Juda Na HoYehi Fariyad Krta Hu Main Mar K-B Tera Sath Na Choduga Aey Jan Tumse Bahut Pyar Krta Hu
Ada unki aur deewane hum bane...wafa wo na kar sake aur bewafa hum bane...yu to hazaro the bheed me...shukriya unka, jo unki nazron k nishane hum bane.
Har ek manzar par udasi chaai hai,Chand ki roshni me bhi kuch kami aai hai,Akele achche the hum apne ashiyane me,jaane kyu lout kar phir aapki yad aayi hein.