Yaad sachi ho

Yaad sachi ho
Yaad sachi ho to waqt ruk jata hai, aasma lakh ucha ho magar zuk jata hai.Rishte me duniya lakh bane rukavat, dost saccha ho to khuda bhi zuk jata hai
  

Jan, 24 2012     150 chars (1 sms)     1094 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Khayalo me hum rahe ye ahsas rakhna, Nazro se door sahi dil k pas rakhna, Ye nahi kahte ki sath raho hamesha, Door se hi sahi hamesha"Yaad Rakhana
Sheir bhi nazam bhi geet bhi hai Wafa kya hai wafa bhi dosti hai Dil se nikli Dua bhi dosti hai Bas itna samajh lo tum Pyaar ki inteha bhi dosti hai
Karib se apko dekha to apna paya.Jab apko pyar me aazmaya to apna paya,Apko kya naam du samaj nahi ata."DOST" "PYAR" ya meri jindgi ka SAYA.
KAbhi tO tEri pALkO pE jhiLmiL AAu Me TU iNtzAr kArE Aur nA Aau mE dOst sAmuNdAr mE pAhuCh K fArEb mAt kArnA kAhO tO kinArE pE hi dOOb jau mE
Dard Kafi hai Bekhudi Ke Liye Zindagi ati hai Char Palo Ke Liye Agar Ye Char Pal apke Sath Guzre To Samjho Zindagi Jee Li Maine Dosti k liye.
Ye dua hai apki zindgi sawar jaaye,har nazar me bas pyar nazar aaye,jiski talash me niklo tum.khuda kare wo khud tumhari talash me aaye...
Sirf yadoon ka silsila reh gaya, Khuda jane unse humara kya rishta reh gaya, Ek chand chup gaya jane kahan, Ek sitara use doondta reh gaya.
Khushi ko dhudne se gam milte he, ye gam jindgee me har dam milte he, lekin jo dil ke sare dard bat le ayse dost bahot kam milte he
Ishq ek shokh nigaah hai dost, Unpe mit jaane ki ek chaah hai dost, Ishq manzil nahin, koi iraadaa bhi nahin, Jhoot ke jangal se alag, Sach ki ek raah hai dost.
Dosti yaqeen par tiki hoti h,ye dewar badi muskil se khadi hoti h, fursat mile to padna kitab risto ki,dosti khoon k rishte se badi hoti hai
Dost ne dosti ke liye dost ko bhula diya,Kya hua jo kisi aur ke liye aapne hame bhula diya, hum to wese bhi akele the, kya howa jo app ne hame ehsaas dila diya
Meri nigah-e-kamal ka intekhab ho tum, husn ke phulo me haseen gulab ho tum, log kahte hai Dosto me wafa nahi hoti, logo ke har sawalo ka jawab ho tum