Ab aur Manzile

Ab aur Manzile
Ab aur Manzile pane ki harsat nahi Kisi ke yad me mar jane ki fitrat nahi Aap jese dost jabse mile Kisi Aur ko dost banana ki jarurat nahi
  

Jan, 23 2012     138 chars (1 sms)     944 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Dosti pyaaz ki tarha hoti hai...Jiska har parda dusre ke sath mohabbat se juda hota hai..Isko katoge to sirf aansu niklenge...-
Har Khushi Dil Ke Karib Nahi Hoti, Jindgi Gamo Se Door Nahi Hoti, Aye Dost, Dosti Ko Sanjo Kar Rakhna, Dosti Har Kisi Ko Nasib Nahi Hoti.
Dosti se badi koi jageer nahi, isse achee koi tasveer nahi, ek nazuk dhaga hai yeh, phir bhi isse pakki koi zanzeer nahi.
Gadha jo khaaye wo Ghaas ho tum,Buddhe ka Chyawanpraash ho tum,Idiot, stupid, bakwaas ho tum,Par jo bhi ho! Yaar! Dost Jhakaas ho tum.
Apne dilki suno jazbat se kam nalo Muje yad rakho beshak mera nam nalo Apka vahem hai k hum bhulgaye APKO Aisa soch k dosti ka imtihan na lo
Sanso se pyari yade hai aapaki , Dhadkan se pyari batein hai aapaki, aap ko yakin ho na ho per is zindgi se pyari dosti hai aapaki . .
Mohabbat paane ke liye sou zakhm sehte hain, Yaar ke nashe mein doob jaane ko khudaai kehte hain.
kash khusiyo ki koi dukan hoty hame bas usky pahchan hoty bhar dete apka daman khusiyo se kemat chahe hamary jaan hoty
Zindagi mein hamesha naye dost milenge, kahi zyada to kahin kum milenge. Aitbaar zara soch kar karna, mumkin nahi tumhe har jagah HUM milenge.
Teri judai ajib si lagti he.Tujse baat kiye hue muddat si lagti he .Jab sochta hu zindagi ke bare me.Tab teri dosti ek zaroorat si lagti hai.
Tamannao se bhari ho zindagi, khwahisho se bhara ho har pal..Daman b chota lagne lage..ltni khushya de aap ko aane wala kal..
Doston ka to aana jana he,par ye dost tera purana he,es dost ko bhula na dena kabhi yaar,kyu ki ye dost Apki DOSTI ka deewana hai.