Dur ho jau to

Dur ho jau to
Dur ho jau to zara intezar karna,Apne dil ko yu bekarar na karnaLaut k aayege hum jaha b jayenge,Aap Bus hamari DOSTI pe aitbar karna..
  

Jan, 23 2012     135 chars (1 sms)     1001 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Ek Dost ka wada hai marte dum tak Saath nibhayenge Mout aaye to tumse pehle hum jayenge tumko na bhool payenge isi liye tumko bhi saath le jayenge.
Na khairiyat koi na paigham aaya hai, jo chaha nahi wahi anjam aaya hai, kya dost nai bhula di dosti meri? na dua na koi salaam aaya hai
Dosti ghazal hai gungunane ke liye, Dosti nagma hai sunane ke liye; Yeh wo jazba hai jo sabke liye nahi, Kyunki housla chahiye dosti nibhane ke liye!
Ap par kurban meri yari he, Has k mar jaye iski b taiyari he, Ye shilshila na khatm ho apni yari ka, Mene to apko yad kiya ab apki bari he.
Riste wo nahi jisme roj baat ho! riste wo bhi nahi jisme har roz saath ho! riste wo bhi hai jisme kitni bhi duriyaa ho! lekin hamesha aap ki yaad ho...
Raatein gumnaam hoti hai, Din kisike naam hota hai, Hum zindagi kuch is tarah jeete hai, Ki har lamha doston ke naam hota hai !
Andhere me rasta banana mushkil hota hai. Tufan mein deepak jalana mushkil hota hai. DOSTI kisi se bhi kar lena mushkil nahi, Ise bas nibhana mushkil hota hai..
Dosti shayad zindagi hoti hai,jo har dil me basi hoti hai,waise to jee lete hai sabhi akele magr,phir bhi zarurat inki har kisi ko hoti hai
Mohabbat ka pata paya nahi jata kisi dost ko kabhi bhulaya nahi jata tuje rakha hai dil me us jagah pe a dost jaha sabhi dosto ko bithaya nahi jata
Kabhi Shikayt na labo pe layenge.Kaha hai Dost, to dosti nibhange Koi Tumhari Burai mre smne kre Ksam khuda ki hm b ha me ha milaynge.
Kaun kehta he hum mar jayge hum to dariya he sagar me mil jayge aap taras jaoge dosti ki 1boond ke lye hum to badal he kahi b baras jayenge
Khayalo me hum rahe ye ahsas rakhna, Nazro se door sahi dil k pas rakhna, Ye nahi kahte ki sath raho hamesha, Door se hi sahi hamesha"Yaad Rakhana