Khuda Tera Jitna

Khuda Tera Jitna
Khuda Tera Jitna Shukriya Karu Kam He Dosto Ki Mahfil Me 1Dost Aham He Khuda Use Kabhi Ruswa Na Karna Uska Har Aansu Umar Bhar Ka Gum Hai
  

Jan, 23 2012     137 chars (1 sms)     1053 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Phool khilte rahein zindgi ki raah mein hassi chamakti rahe aapki nigaah mein kadam kadam par mile khushi ki bhaar aapko dil deta hai yehi dua baar-baar aapko
Dosto Ki Dosti Pe Marta Hu Me Pi Sakta Hu ZehaR sharab Se Darta Hu Me, Dushmano Ki Bewafayi Ki Parva Nai Dosto Ki Bewafayi Se Darta Hu Me..
Dard se dosti ho gayi yaaroo.. Zindagi bedard ho gayi yaaroo.. Kya huwa jo jal gaya aashiyana hamara.. Door tak roshni to ho gayi yaarooo.....
Samundar me na koi jab kinara milega Na apno ka jab tumhe sahara milega Dubte waqt zara tum yeh dekh lena K us waqt b tumhe hath hamara milega
Dosti Se Qeemti Koi Jageer Nahi Dosti Se Khubsorat Koi Tasver Nahi Dosti To sirf Ek Kaccha Dhaga Hai Dhage Se Majboot Koi Janjer nahi.
Rqst hai tumse refuse mat karna! Frndshp ka bulb fuse mat karna ! Hum dost hai tumhare confuse mat karna! Mere jagah kisi aur ko chose mat karna!
Ehsaan doston pe jatane nahi hote, karz dosti mein chukane nahi hote, bas salamat rahe ye dosti hamari, ye woh riste hai jo purane nahi hote.
Yaar hai hamara baharon jaisa... Dil hai uska dildaron jaisa...Bahut doston ki zaroorat nahi..,jab Hamara ek yaar hi hai hazaaron jaisa....
Kimat Pani ki Nahi Pyas Ki Hoti He Kimat Maut Ki Nahi Saans Ki Hoti He Dost to Bahut He Duniya me Kimat Dost Ki Nhi VISHWAAS ki Hoti He
Har zindagi ko ek kinara Chahiya Her Saksh ko ek Sahara chahiye Zindagi jee sake hanste-hanste isliye dost aap jaisa pyara chahiye
ye jo apki ankho me nami aayi hai, wo to meri yado ki parchai hai, itna yaad mat karo mujhe - e - mere dost hichkiyo se meri jaan nikal aayi hai
DOSTI mein itna pyar lao ki,dekhne wale dang rah jaye,khuda bhi aake Tumse puche,kya hum bhi Tumhare Dost ban jaye.