waqt k lamhe

waqt k lamhe
waqt k lamhe parinde bankar udd jayenge,par yaadon k nishan chhod jayenge,dost bante hai aur bante jayenge,par aapsa dost hum kaha se payenge.?
  

Jan, 23 2012     143 chars (1 sms)     1297 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Ham tere dil mein rahenge ek yaad bankar, Tere lab pa khilenge muskaan bankar, Kabhi hamein apne se juda na samajhna, Hum tere saath challenge aasmaan bankar.
Ye chamakte sitare kis kaam ke Ye haseen nazare kis kaam ke Jise tufan se takrana acha lage Uske liye kinare kis kaam ke
In ummido ko tutane mat dena, dil ke pyar ko kam hone mat dena.yar milenge humse bhi achche par, is yar ki jagah kisi ko lene mat dena.
Dosti hoti nahi bhool jane ke liyeDost hote nahi bichhad jane ke liyeDosti karke khush rahoge itna kiwaqt nahi milega aansu bahane k liye..!
Koi hamein aashiq kahega koi hamein deewana kahega, par in aankhon mein aansu tab aayenge, jab aap jaisa koi dost hamein begana kahega
Ham tere dil mein rahenge ek yaad bankar, Tere lab pa khilenge muskaan bankar, Kabhi hamein apne se juda na samajhna, Hum tere saath challenge aasmaan bankar.
Kya karege ishQ Kar k Dosto,jab cahane wale ne hi Dil tod diya,Hum par shak na karo Dosto,kyu ki Humne to ab ishQ karna hi chhod Diya.
Dosti ki judai ka gum mat karna dur rehke bhi dsoti kam mat karna agar mile jindagi ke kisi mod pe to hume dekhkar ankhen band mat karna
Hum doston ko bhulate nahi hai,magar ye baat jatate nahi hai,doston ko hamesha rakhte hai dil me,hum bhulane ke liye dost banate nahi hai
Daag ansuon se dhoye hain, Jab bhi tanha huye hain roye hain, Dil mein kyonkar na uge yaad teri, Dil mein tere hi khawab boye hain.
mere khabo ka har ek naksh mita de koi. sukhe patto ka bacha dher jala de koi. meri pechan ka ek shaksh isi shehar me hai mai bhi jinda hu zara use bata de koi.......
Aapke pass dosto ka khazana hai Par ye dost aapka purana hai Is dost ko bhula na dena kabhi Q ki ye Dost aapki DOSTI ka deewana hai