Wo dosti kya

Wo dosti kya
Wo dosti kya jisme duriya na ho,wo apnapan hi kya jisme ladai na ho,wo dil hi kya jisme Jalan na ho, aur wo hum hi kya jisme tum na ho.
  

Jan, 24 2012     135 chars (1 sms)     3010 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Aye kalam zara dhire dhire chal. Gazab ka mukam aya hai, thehar ja kuch pal ke liye. Teri nok ke neeche mere DOST ka naam aya hai.
WALE KI DUNIYA ME,HUM TO SIRF NIBHANA CHAHTE HE,PATA NAHI DUSRE JANM KE BARE ME,PAR DOSTI AAPKI HAR JANM ME PANA CHAHTE HE.
Dil mein intezar ki lakir chhod jayenge, aankho mein yaadon ki nami chhod jayenge, dhunte firoge hume ekdin, zindagi mein ek yaar ki kami chhod jayenge…
Aasman se utari he,Taron se Sjayi he,chand ki chandni se Nehlayi he. Smbhal ke Rkhna,Ye 'DOSTI' Meri Zindgi bhar ki kmayi he.
Raatein gumnaam hoti hai, Din kisike naam hota hai, Hum zindagi kuch is tarah jeete hai, Ki har lamha doston ke naam hota hai !
Mausam ke badlane ka intzar nhi karteandhiyon k rukne ka intzar nhi karte yad kar lete hai roz hum apkoapke yaad karne ka intzar nhi ka
Nahi ban jata koi apna yunhi dil lagane se.karni padhti hai dua rabse saccha dost banane me.rakhna sambhal kar dosti ye apni.tot na jaye kisi k bahekanese
DOST TO MILENGE HAR RAH PAR HAR DAGAR PAR, PAR NA KARNA KISI AJNABI PAR AITBAAR BHOOLKAR, DOST TO BANA LETA HAI HAR KOI, LEKIN NIBHA PAATE HAI KOI KOI.
Apki dosti Ki ek nazar chahiye, dil hai beghar use ek ghar chahiye, bas yuhi sath chalte raho e dost, yeh dosti hamein umar bhar chahiye..
Dosti karna accha hai, Dosti nibhana farz hai, Dosti todna bewkufi hai, or dosto ko disturb karna... "Haq banta hai yaaar"
Mandiro Me Hath Jode Jate Hai, Masjido Me Hath Failay Jate Hai, Par Dosti Hi Wo Rishta Hai, Jisme Hath Milay Jate Hai..
Kuch mithe pal yaad aate hai palkon par aasu chod jate hai,kal koi aur mile to hame na bhul jana,Dosti ke rishte zindagi bhar kam aate hai!