Us pyari si surat ka phir ek baar deedar de, tadap rahe hain hum aur na intezaar de. Apni aawaz nahin sunani to na suna, aye zaalim ek missed call to maarde.
Is kadar hamari Dosti ka imtehan na lijiye! Kyon ho khafa ya bayan to Kijiye! Kar digiye maaf agar ho gayi galti! yun SMS na karke hame SAZA to na Digiye
Shaam hote hi ye Dil udaas hota hai Toote khwaboo ke siwa kuch na pass hota hai Tumahri yaad aise waqt bohat aati hai Bandar jab koi aas-paas hota hai..
TUM Na Milo Koi GUM Nahi... Bus Baat Karo, Ye Milne Se Kam Nahi... Dosti Mein Dhoka De Jaye Wo HUM Nahi... Aur Hamari Dosti "BUNTY aur BABLI" Se KAM Nahi..