In hasino se

In hasino se
In hasino se Rasme Wafa or Dil Lagana sarasar bhool hai Jis din ye ikrar karen mohabbat ka, Samajh lena us din APRIL FOOL hai!
  

Jan, 23 2012     126 chars (1 sms)     938 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Laila ko majnu ka 'SMS' Nahi aaya,Laila Ne3 din khana Nahi khaya,Laila mar rahi thi,majnu ke pyaar mein, aur majnu Baitha tha'SMS' free Hone ke intezar mein.
Ab unhe dekhne ki aas nahi hai.. Ab unhe dekhne ki aas nahi hai.. kyunki ab wo dekhne me itni khas nahi hai
HUMNE DEKHA HAI SHRE CHAHT MAIN, YEH TAMASHA AZEEB HAI PYAARE, LADKIYA, PHOOL, AUR PATHAR APNA APNA NASIB HAI PYARE.
jo kuchh tha wo shermarket kha gayi, jo kuchh tha wo shermarket kha gayi, 'NANO' lena chahte the , .... Nani yaad aa gai
MY DIL IS NOT LIKE JASSI, NOR I AM AS SWEET AS LASSI ZINDAGI ME CHAHTA HU ALWAYS FUN AND HANSI DOSTI KI HAI TO NIBHAUNGA, TILL I AM ASSI.
Me train k khidki se jhak raha tha tabi woh mere samne ayi,ankonse anken takrai,Dilme hui hulchl,Jan hateli pr ayi Tabhi woh muskurai aur boli CHAI CHAI
Hai apni ek hi abhilasha,na ho teri kabhi nirasha,Tujhe mile roz ek Bipasha,aur hum bulaye tujhe Balbir Pasha!
Ladkiyo ki ada hame pasand nahi.Ladki se bate hame pasand nahi woh to anewale bachcho ki jid hai mummy rakh lo warna hume shadi karna pasand nahi
Mere Dil, Jiger, Kidney, Liver ho tum waqt-bewaqt aaye vo fever ho tum Doob kar jisme marr jayu vo River ho tum Mere jeevan mein ab to forever ho tum...
In hasino se Rasme Wafa or Dil Lagana sarasar bhool hai Jis din ye ikrar karen mohabbat ka, Samajh lena us din APRIL FOOL hai!
sitaroon se aagy jahan aur bhi hein abhi muhabat k imthan aur bhi hein tum hi nehi jalaty mere dil ko university mein larkyan aur bhi hein
Ab jab gira baadal, teri yaad ai, Jhoom ke barsa saawan, teri yaad ai, Bheega main, lekin phir bhi teri yaad ai, Kiyun na aey teri yaad? Tune jo chhatri ab tak nahi lautai...