Labo ki hasi

Labo ki hasi
Labo ki hasi tere naam kar denge, har khushi tuj per kurban kar denge. Jis din hogi kami mere pyar me, zindgi maut k naam ker denge..
  

Jan, 23 2012     133 chars (1 sms)     3479 views       Shayari > General Shayari

more General Shayari SMS Messages

Kahte hai Phulo ki jubaan nahi hoti, lafjo me khushbu byan nahi hoti, mila hai sms hamara to kadar kijiye, kismat har kisi par meharban nahi hoti
Jo kal tha, usey bhoolkar toh dekho, Jo aaj hai, usey jeekar to dekho, Aane wala pal khud hi sawar jaayega, Zara iss zindagi ko jeekar to dekho
Dekha hi kya chand lamho me hamne Dekhne ko sara jaha abhi baki hai Abhi to ki he thodi duniya mutthi me Pane ko sara jaha abhi baki hai.........
Wada karo toh nibhana seekho Dil ki chahat ko jatana seekho Yun hi kisi se intzaar na karvao,,, Pyare se SMS ka jawab dena to seekho.
U toh bahutse jaltey hai par Kundan kaun yaha ban pata,Dube to lakho hai par Moti kiske haatho ata,Sagar ka nimantran hai mujko per lahero ko sweekar nhi,Jivan to apna hai Lekin Sapno per adhikar nhi.
Jaha Sir Jhuk Jaye Wahi Mandir Hai Jaha Nadi Mil Jaye Wahi Samander Ha Jivan K Safar Me Badi Jang Hai Jo Jang Jit Jaye Wo Hi Sinkandar Hai
Ye Gum K Pyale Hume De Do Hum Gumo Ka Samunder Liye Baithe Hai Hume Bas Tere PYAR Ki Kami Hai Waise To Ham Duniya K SIKANDER Bane Baithe Hai…
Todna tute hue DIL ko bura hota hai,Jiska koi nahi uska tau KHUDA hota hai,Aadmi sab acche hai, Aadmi sab acche hai,Par waqt bura hota hai
Zndgi kbhi mushkil to kbhi asan hoti he,Kbhi uf to kbhi wah hoti he,Na bhulna kbi apni SMILE, Kyuki ise har mushkil asan hoti he.
Kadam kadam pe hawa ka dhyan rakhna, mushkil waqt mein dosti ko yaad rakhna, humari yadooon ki khushbooo zarooor aayegi, tum bas apni naak saaf rakhna......
sharab peete hai wo jinhe zindagi se khushi nahi milti,lekin humara gham to itna bada hai ki hume to sharab se bhi tasalli nahi milti..!
Shaam suraj ko dhalna sikhati hai,Shama parwane ko jalna sikhati hai.... Girne wale ko hoti to hai taqleef,Par thokar insaan ko chalna sikhati hai