Wo Dil hi kia jo tere Milne ki tamana na kare , me tujhey bhool k zinda rahoon khuda na kare, rahega payar tera sath mere Zindagi ban kar, Ye or bat he kay Zindagi mere wafa na kare
Aasmaan ke Taare Aksar Puchate hai Humse, Kya Tumhe Aaj bhi Intzaar hai Uske Laut aane ka...Aur Ye Dil Muskurake Kehta Hai, Mujhr Abb Tak Yakin nahi hua Uske jane ka !!!