EK LAMHA JO BAR BAR SATATA HAI ,NA JANE YA DIL KYA CHAHTA HAI .KASH WOH HOTE HAMARI NAJARO K SAMNE HAMESHA ,PAR NA JANE KYU YEH KASH ,KASH HI REH JATA HA
Aap ke liye hum aansoon baha sakte hai, Chahe to duniya ki sari hadae tod sakte hai, Ab sirf yahi hai hamare dil ka kehna, Ki aap bas hamesha hamare paas rehna.