I'm lukin 4 a word. I'm lukin 4 a whole new word. I'm lukin 4 a word. I'm lukin 4 a word dat nobody knows. I'm lukin 4 a word. I'm lukin 4 a word dat says...dat you are the best !
Aap ke liye hum aansoon baha sakte hai, Chahe to duniya ki sari hadae tod sakte hai, Ab sirf yahi hai hamare dil ka kehna, Ki aap bas hamesha hamare paas rehna.
Pyaar karna bhi sikhado zara, uss dil ke kone mein humko bhi bithado zara. Hum tumhare dil mein hai ki nahi, hoton se na sahi aankhon se toh yeh batado zara… .......