Chaha to bhout tha ki aapni palko se tumhare dil par aapna naam lik du par aaisa kaha kar paya main jab bhi aapni chanchal palko se tumhara naam likna chaha aashuo ki nami se sab dhundla sa gaya tumne bataya nahi maine jana nahi fir bhi jane kyun aaisa lagta hai ki tumhare dil par sayad mera naam lika hai.
Lamha lamha intzar kiya us lamhe ke liye or woh lamha aya bhi to bus ek lamhe ke liye, guzarish yehi hai khuda se ke kash woh lamha fir aye 1 lamhe ke liye .