Chaha to bhout tha ki aapni palko se tumhare dil par aapna naam lik du par aaisa kaha kar paya main jab bhi aapni chanchal palko se tumhara naam likna chaha aashuo ki nami se sab dhundla sa gaya tumne bataya nahi maine jana nahi fir bhi jane kyun aaisa lagta hai ki tumhare dil par sayad mera naam lika hai.
Wo Dil hi kia jo tere Milne ki tamana na kare , me tujhey bhool k zinda rahoon khuda na kare, rahega payar tera sath mere Zindagi ban kar, Ye or bat he kay Zindagi mere wafa na kare
Dard kya hota hai batayenge kisi roz, ek achchhi si gazal sunayenge kisi roz, udne do parindon ko aazad fizaaon me, agar apne hue tau laut aayenge kisi roz..
Pyaar karna bhi sikhado zara, uss dil ke kone mein humko bhi bithado zara. Hum tumhare dil mein hai ki nahi, hoton se na sahi aankhon se toh yeh batado zara… .......