santa ki maa: Puttar tujhe yahan se jalandhar jane me to ek din laga par wapas aane me 3 din lag gae wo bhi nai car se? santa: Maa yeh car banane wale bhi pagal hai jane ke liye to 4 gear dete hai par aane ke liye 1 hi gear dete hai.
Banta puchhta hai "jab ek ladka aur ladki pyar karte hai to vo kiss kyo karate hai?" Santa bola "maaf kijiye ji muze pata nahi. mai is shahar me naya hu"