Zindagi..na keval jeene ka bahana. Zindagi..na keval saanso ka khazana. Zindagi...Sindoor hai purab dishaa ka. Zindagi ka kaam hai Suraj ugana..!! Gmrng. Gudday
Takdir k khel se Nirash nahi Hote,Jindgi me kabhi Udas nahi hote,Hatho ki lakiro Pe yakin mat Kar,Takdir to unki Bhi hoti he jinke Hath nhi hote.GD MRNG