Chand Ki Chandi,

Chand Ki Chandi,
Chand Ki Chandi, Apno ka Pyar, Mubarak Ho Aapko, HOLI ka Tyohar
  

Jan, 14 2012     63 chars (1 sms)     1128 views       Festival > Holi

more Holi SMS Messages

Rango ki varsha, gulal ki phuhar,suraj ki kirne,kushiyon ki bauchar,chandan ki kusbhu,apno ka pya,mubarak ho apko holi ka tyohar
Happy Holi! Celebrate with Crackers & Diyas.Daru mat pina . Maine bhi nahi pee hai , Chadh jati hai. Sachhi.Merry Xmas once again.Take care!Happy birthday.
Apne rang mein rang do unko, chehra jinka bhata tumko, Gulal to 1 bahana hai, unke karib jane ka, Hum to kab k rang chuke, jabse unke nayan juke, rang, gulab aur prit ki holi,khushi, mauj aur ikrar ki holi, aaj saji rangoli hai, rango mein semti holi hai, khushi mein dubi holi hai, bura na mano holi hai. HOLI MUBARAK.
Peace frm White,Powr frm Red,Knowledg frm yelow, development frm Green,Lov frm Pink,this holi wil add all colors in your lifewish u"A VERY HAPPY HOLI"
Lal gulabi rang hai jhum rha Suraj ki kiranKhushiyon ki baharChand ki chandniApno ka pyarShubh ho apko yeRangon ka tyohar."Happy Holi".
Aasman pe chaye baadal,Dharti pe gira gulal,aaj to aisa lagta hai jaise,Sampurn Brahmaand mein manaya ja raha ho holi ka tyohar. HAPPY HOLI
Rango Ke Tyohar Me Sabhi Rango Ki Ho Bharmar, Dher Saari Khushiyo Se Bhara Ho Aapka Sansar, Yahi Dua hai Bhagwan Se Hamari Har bar, Happy Holi!!
Gulal ka Rang Gubbaro ki MaarSuraj ki KirneKhushiyo ki BahaarChand ki ChandniApno ka PyaarMubarak ho AapkoRANGO KA TYOHAARHappy Holi
Khaa key gujiya, pee key bhaang, laaga ke thoda thoda sa rang, baja ke dholak aur mridang, khele holi hum tere sang.Holi Mubarak!
Aishwarya k sath holi me Aish kare. Mallika Sherawat k sath holi me sharart kare.Rani mukerji apki holi k rang ko Rangin kare. Humari nazar na lage apki ragin Rango ko islye Kajol apni aakho k kajal se apki nazar utaare aisi humari HOLI ki subhkamna
Gujiya ki methas Rango ki barsat Khushiyo ki bharmar Bhang ki khumar Apno ko pyar Dushman ho jaye yar aisa ho apka ye holi ka tyohar.HAPPY HOLI
NA BALLOON SE, AANA PICHKARI SE. AANA RANGO SE, AANA GULAL SE. A HAPPY HOLI APKO DIRECT DIL SE....