Hawa k hath 1 arman bheja hai.rosni k zariye 1 paigam bheja hai.fursat mile to kubul kar lena is nachiz ne eid ka salam bheja hai. eid mubarak eid mubarak.
May Allah bring you joy, happiness, peace and prosperity on this blessed occasion. Wishing you and your family on this happy occasion of Eid! Eid Mubarak!
Jub kabi bin mange app per khushion ki bersaat ho, jub kabi app ka dil anjaani khushi se betaab ho, to samaj lena koi aap ko duaon main yaad ker raha hai. Happy Eid Day
Hum app ki yaad main udas hain, Bas app say milnay ki ass hay, Chahay dost kitnay hi kion na hoon, Maray liye tu app hi sab se khas hain...Eid Mubarak To My Cute, Sweet and Special Friend…