Jub kabi bin mange app per khushion ki bersaat ho, jub kabi app ka dil anjaani khushi se betaab ho, to samaj lena koi aap ko duaon main yaad ker raha hai. Happy Eid Day
SuHari dHUP BaRsat k bAAd, tHori Si hAsi haR bAaT k BaAt, uSi taRHa hO mUBArak yE Eid raAmDaN k BaaD, wiSHIng yOu a VEry spEcIaL .*.*haPPY eID mUBArak.*.*.*
Wo SEHRI ka maza Wo IFTAR ki bhuk Wo QURAN ki Tilawt Wo NAMAZ ka Mamul Wo ROZE ki barkat Wo ROZE ka noor kal se hoga MAH-E-RAMZAN Pur noor! Ramzan mubarak.
Hawa k hath 1 arman bheja hai.rosni k zariye 1 paigam bheja hai.fursat mile to kubul kar lena is nachiz ne eid ka salam bheja hai. eid mubarak eid mubarak.
Aaj Khuda ki hum par ho Meharbani, Karde maaf hum logo ki sare Naformani, Eid Ka din aj aao milke kare yahi wada, Khuda ka hi raaho mein hum chalange sada. Sabko EID MUBARAK