I Pray to God to give U Shanti, Shakti, Sampati, Swarup, Saiyam, Saadgi, Safalta, Samridhi, Sanskar, Swaasth, Sanmaan, Saraswati, aur SNEH. SHUBH DIWALI..
Laxmi aayegi itni ki sab jagah naam hoga, Din raat vyapar bade itna adhik kaam hoga, Ghar pariwar samaj me banoge sartaj, Yehi kamna hai hamari aap ke liye Diwali ki Dhero Shubh Kamanaye
Dali ne dali par nazar dali, kisi ne is par dali, kisi ne uspar dali, hum ne jis par nazar dali, uske baap ne uski shaadi kahin aur kar dali. Happy Diwali